
Meri berang duniya mein
Mere saath tera hona
Mujhe raahat kyun de jaata hai
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma..
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma..
Yaadon ki qaid mein
Giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein
Taar taar ho gaya dil
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma..
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma..💔😞